SONG: Zulmi Sawariya Ne Has Ke Mara - जुल्मी सावरियां ने हँस के मारा

Zulmi Sawariya Ne Has Ke Mara - जुल्मी सावरियां ने हँस के मारा

LYRICS:
zulmi sawariya ne has ke mara teer nigaho ka kas ke mara main to kahti hi rah gayi haye haye haye mera dil main to kahti hi rah gayi haye haye haye haye haye dil zulmi sawariya ne has ke mara teer nigaho ka kas ke mara main to kahti hi rah gayi haye haye haye mera dil kal sham panghat pe chhod gayi sakhiya chhod gayi sakhiya kal sham panghat pe chhod gayi sakhiya itne me bairi se char hui ankhiya itne me bairi se char hui ankhiya ghabra ke bhaagi to dhalki gagriya gaagar sambhali to dhalke chunriya main to kahti hi rah gayi haye haye haye mera dil main to kahti hi rah gayi haye haye haye haye haye dil zulmi sawariya ne has ke mara teer nigaho ka kas ke mara main to kahti hi rah gayi haye haye haye mera dil natkhat ne roka mujhe raaho me aake raaho me aake natkhat ne roka mujhe raaho me aake phir bola kahan chali mukhda chhupa ke phir bola kahan chali mukhda chhupa ke sun gauri kab se hu tera diwana par aaj mushkil hain najre bachana main to kahti hi rah gayi haye haye haye mera dil main to kahti hi rah gayi haye haye haye haye haye dil haye haye haye mera dil