SONG: Zulmat Kade Men Mere Shab E Gam Kaa Josh Hai - ऐ ताज़ा वारेदान-ए-बिसात-ए-हवा-ए-दिल

Zulmat Kade Men Mere Shab E Gam Kaa Josh Hai - ऐ ताज़ा वारेदान-ए-बिसात-ए-हवा-ए-दिल

LYRICS:
zulmat-kade me mere shab-e-gam ka josh hai ik shama hai dalil-e-sahar so khamosh hai ne muzda-e-vishal ne nazara-e-jamal muddt hui ki aashti-e-chasm-o-gosh hai mai ne kiya hai hussan-khuda-aara ko behishab ae shok han izazat-e-tashlim-e-hosh hai gauhar ko aakd-e-gardan-e-khumban me dekhna kya auj par sitara-e-gauhar-farosh hai diddar bada hoshla shaki nighah mast bajam-e-khayal mai-kada-e-be-kharosh hai ai taazaa vaaredaan-e-bisaat-e-hawaa-e-dil zinhaar gar tumhe havas-e-naav-nosh hai dekho mujhe jo didaa-e-ibarat-nigaah ho meri suno jo gosh-e-nasihat-ni_osh hai shaki-b-zulwa dushman-e-i-eiman-o-aagahai mutrib-b-nagama rehjan-e-tamkin-o-hosh hai ya shab ko dekhate the ke har gosha-e-bisaat daamaan-e-baagabaan-o-kaf-e-gul-farosh hai luft-e-khiram-e-shaki o juk-e-sada-e-chang ye jannat-e-nighah wo firdus-e-goush hai yaa subah-dam jo dekhiye aakar to bazm me nai wo surur-o-shor na josh-o-kharosh hai daag-e-firaaq-e-sohabat-e-shab ki jali hu_i ik shammaa rah ga_i hai so wo bhi khamosh hai aate hain geab se ye mzami khayal me galib sharir-e-khama nawa-e-srosh hai zulmat-kade me mere shab-e-gam ka josh hai ik shama hai dalil-e-sahar so khamosh hai