SONG: Zulm Hai, Ye Duniya Banayi Hai Kis Beraham Ne - ये दुनिया बनायीं है किस बेरहम ने

Zulm Hai, Ye Duniya Banayi Hai Kis Beraham Ne - ये दुनिया बनायीं है किस बेरहम ने

LYRICS:
ye dunia banai hai kis beraham ne ye dunia banai hai kis beraham ne bada julm dekha jamane me hamne bada julm dekha jamane me hamne ye dunia banai hai kis beraham ne ye dunia banai hai kis beraham ne bada julm dekha jamane me hamne bada julm dekha jamane me hamne wo rangin bachpan bach ke na aaya jawani ne aate hi dil ko jalaya uljhati gayi meri manjil ki rahe uljhati gayi meri manjil ki rahe diya mujhko dhokha mere har kadam ne bada julm dekha jamane me hamne amiro ne daulat se chahat kharidi garibo ki masum kismat kharidi insan sab jan kar bhi chup hai insan sab jan kar bhi chup hai tujhe bandh rakha hai kis bharm ne bada julm dekha jamane me hamne are aasma chup kyu hai bol kuch to raham ke samunbdar dol kuch to hai kis hal me dekhle teri dunia hai kis hal me dekhle teri dunia hai kis hal me dekhle teri dunia ye kya kar diya tere rahmo karam ne bada julm dekha jamane me hamne badalte hai mausam to badalegi dunia jaha ko badal kar hi dam legi dunia sitaro se unchi hai hasti hamari sitaro se unchi hai hasti hamari nayi jan dali ummido ke gum ne bada julm dekha jamane me hamne bada julm dekha jamane me hamne