SONG: Zulm Bhi Karte Hai Aur Kahate Hai Fariyad Na Kar - ज़ुल्म भी करते है और कहते है फरियाद ना कर

Zulm Bhi Karte Hai Aur Kahate Hai Fariyad Na Kar - ज़ुल्म भी करते है और कहते है फरियाद ना कर

LYRICS:
zulm bhi karte hai zulm bhi karte hai or kahte hai fariyad na kar ek bulbul pe sitam o mere sayyad na kar ek bulbul pe sitam mai hu tera meri ummid ko nasad na kar meri ulfat ko samjh le meri ulfat ko samjh le mujhe barbad na kar meri ulfat ko samjh le kuch na pucho bade jalim hai jamane wale dil kahi aankh kahi ja ke milane wale dil kahi aankh kahi ja ke milane wale ab koi yad bhi aaye to use yad na kar ek bulbul pe sitam o mere sayyad na kar ek bulbul pe sitam sab to jalim nahi hote hai jamane wale sab to jalim nahi hote hai jamane wale ishk me jan bhi dete hai nibhane wale ishk me jan bhi dete hai nibhane wale haye re betat na kar meri ulfat ko samjhle mujhe barbad na kar meri ulfat ko samjh le pyar sach hai to hame koi shikayat hi nahi pyar sach hai to hame koi shikayat hi nahi ye na samjho ke hame tumse mohabbt hi nahi ye na samjho ke hame tumse mohabbt hi nahi pyar se dil me sama pyar ki fariyad na kar pyar se dil me sama