SONG: Zulfo Ki Ghata Le Kar Saawan Ki Pari Aayi - जुल्फों की घटा लेकर सावन की परी आई

Zulfo Ki Ghata Le Kar Saawan Ki Pari Aayi - जुल्फों की घटा लेकर सावन की परी आई

LYRICS:
zulfo ki ghata lekar sawan ki pari aayi zulfo ki ghata lekar sawan ki pari aayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lahrai barsegi tere dil par hans hans ke jo lahrai zulfo ki ghata lekar machle hue is dil me arman hazaro hai machle hue is dil me arman hazaro hai in pyasi nigaho me tufan hazaro hai in pyasi nigaho me tufan hazaro hai tujhse na bichadne ki tujhse na bichadne ki is dil ne kasam khai zulfo ki ghata lekar aati to aankho me bijli si chamakti hai aati to aankho me bijli si chamakti hai shayad ye mohabbat hai aankho se chalakti hai shayad ye mohabbat hai aankho se chalakti hai chhod u na tera daman chhod u na tera daman mai hu tera saudai barsegi tere dil par hans hans ke jo lahrai barsegi tere dil par hans hans ke jo lahrai zulfo ki ghata lekar surkhi hai mohabbat ki in phul se galo me surkhi hai mohabbat ki in phul se galo me kya chiz mai layi hu in aankho ke pyalo me kya chiz mai layi hu in aankho ke pyalo me aa tujhko bata du mai aa tujhko bata du mai ae husn ke saudai zulfo ki ghata lekar sawan ki pari aayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lahrai barsegi tere dil par hans hans ke jo lahrai zulfo ki ghata lekar