SONG: Zulf Mahakengi Gardish Me - ज़ुल्फ़ महकेगी गरदिश में

Zulf Mahakengi Gardish Me - ज़ुल्फ़ महकेगी गरदिश में

LYRICS:
zulf mahkegi gardish me jam aayega zulf mahkegi gardish me jam aayega aaj mujhko baharo ka salam aayega aaj mujhko baharo ka salam aayega aaj mujhko baharo ka salam aayega zulf mahkegi zulf mahkegi gardish me jam aayega aaj mujhko baharo ka salam aayega aaj mujhko baharo ka salam aayega rat aayi hai yu jagmagayi hui julf chandan ke ras me nahai hui rat aayi hai yu jagmagayi hui dekhna ban ke kate chubhe na kahi wo kali jo ke hai chot khai hui ik naye rang me ik naye rang me intkam aayega aaj mujhko baharo ka salam aayega aaj mujhko baharo ka salam aayega zulf mahkegi subah aaye na aaye hame gum nahi rat bhar ki ye fursat koi kam nahi subah aaye na aaye hame gum nahi jo andhere luta kar ujala kare roshni se ye kahdo ke wo hum nahi mit gaye to mit gaye to shahido me nam aayega aaj mujhko baharo ka salam aayega aaj mujhko baharo ka salam aayega aaj mujhko baharo ka salam aayega aaj mujhko baharo ka salam aayega