SONG: Zulf Lehrai Teri Or Meri Takdeer Bani - ज़ुल्फ़ लहरी तेरी और मेरी तक़दीर बनी

Zulf Lehrai Teri Or Meri Takdeer Bani - ज़ुल्फ़ लहरी तेरी और मेरी तक़दीर बनी

LYRICS:
zulf lehari teri or meri takdir bani koi dekhe zara kya pyar ki tasvir bani jab kabhi badhne lage sham ke thande saye tere dahke hue ruksar waha kaam aaye gardishe dahar ne jab jab bhi uchhala mujhko teri makhmur nigaho ne sambhala mujhko koi mujhse puchhe ki tum mere kya ho mere pyar ki ek hansi iltza ho koi mujhse puchhe ki tum mere kya ho mere pyar ki ek hansi iltza ho koi mujhse puchhe ki tum mere kya ho mere dil ne sazde me gir ke jo mangi mere dil ne sazde me gir ke jo mangi mohabbat ki wo pahli pahli dua ho koi mujhse puchhe ki tum mere kya ho tarannum ko bhi rasak aata hai jis par mere dil ki wadi me tum wo saza ho koi mujhse puchhe ki tum mere kya ho meri zindgani agar ek chaman hai meri zindgani agar ek chaman hai to phir janeman tum bhi wade sabha ho koi mujhse puchhe ki tum mere kya ho mere pyar ki ek hansi iltza ho koi mujhse puchhe ki tum mere kya ho meri khamosh si duniya me hai kyu aaj khalal maine dekha hai kahi tuta hua tazmahal ye hawa yu bhi chalegi mujhe malum na tha zulf nagin bhi banegi mujhe malum na tha tere ruksaro me garmi ka kahi naam nahi teri aankho me wafa ka koi paigam nahi koi mujhse puchhe ki tum mere kya ho wafa jisne luti wahi bewafa ho koi mujhse puchhe ki tum mere kya ho wafa jisne luti wahi bewafa ho koi mujhse puchhe ki tum mere kya ho na chheda gaya jispe nagma wafa ka usi saz ki tum bhi ek sada ho jo deta hai aankho ko rangin dhokha wahi khubsurat sa jhutha nasha ho zara apne dil se to ye puchh ke dekho mere ho ya tum gair ka aasra ho mere ho ya tum gair ka aasra ho koi mujhse puchhe ki tum mere kya ho wafa jisne luti wahi bewafa ho koi mujhse puchhe ki tum mere kya ho tum bewafa ho tum bewafa ho tum bewafa ho tum bewafa ho