SONG: Zulf Lahrai To Sawan Ka Mahina Aa Gya - जुल्फ लहराई तो सावन का महीना आ गया

Zulf Lahrai To Sawan Ka Mahina Aa Gya - जुल्फ लहराई तो सावन का महीना आ गया

LYRICS:
zulf lahrai to zulf lahrai to sawan ka mahina aa gaya zulf lahrai to aasma par haye aasma par badalo ko pasin aa gaya haye zulf lahrai to zulf lahrai to sawan ka mahina aa gaya zulf lahrai to mai kya janu, rang badalna pi ke bahakna, jhumke chalna yaro ne aankho se pilai banke pawan, mai bhi lahrai yaro ne aankho se pilai banke pawan, mai bhi lahrai mujhko bhi peena aa gaya zulf lahrai to, zulf lahrai to sawan ka mahina aa gaya zulf lahrai to