SONG: Zulf Ki Chhaaon Men Chehare Kaa Ujaalaa Lekar - ज़ुल्फ़ की छाओँ में चेहरे का उजाला लेकर

Zulf Ki Chhaaon Men Chehare Kaa Ujaalaa Lekar - ज़ुल्फ़ की छाओँ में चेहरे का उजाला लेकर

LYRICS:
zulf ki chhaon me chehare kaa ujala lekar teri wiran si raato ko sajaya hamane meri rato me jalaaye tere jalawo ne charag teri rato ke liye dil ko jalaya hamane ye tere garm se lab ye tere jalate rukhasar ye tere garm se lab ye tere jalate rukhasar dekh hamako ke banaya hai inhe dil ka karar kaise agaro ko sine se lagaya hamane teri raato ke liye dil ko jalaya hamane hamane har dil ko sikhaya hai dhadakane ka chalan hamane har dil ko sikhaya hai dhadakane ka chalan de ke ulfat ki tadap de ke mohabbat ki jalan tujh se diwane ko isaan banaya hamane teri wiraan si raato ko sajaya hamane sikh le rasm-e-wafa husn bhi diwano se sikh le rasm-e-wafa husn bhi diwano se dastan apani bhari hai inhi afasano se rakh diya sar ko jahaan phir na uthaya hamane teri rato ke liye dil ko jalaya hamane zulf ki chhaa_on me chehare ka ujaala lekar teri wiran si raato ko sajaya hamane meri rato me jalaaye tere jalawo ne charag teri rato ke liye dil ko jalaya hamane teri rato ke liye dil ko jalaya hamane