SONG: Zulam Leke Aaya, Sitam Leke Aaya - जुल्म लेके आया, सितम लेके आया

Zulam Leke Aaya, Sitam Leke Aaya - जुल्म लेके आया, सितम लेके आया

LYRICS:
zulm leke aaya sitam leke aaya mohabbat ka zaalim zamana haan zulm leke aaya sitam leke aaya mohabbat ka zaalim zamana hame kya khabar thi mohabbat hai kya nighaho ki rangeen shararat hai kya hame kya khabar thi mohabbat hai kya nighaho ki rangeen shararat hai kya magar chot khake hi dil ne kaha samajh mein ab aaya qayamat hai kya zulm leke aaya sitam leke aaya mohabbat ka zaalim zamana haan zulm leke aaya sitam leke aaya mohabbat ka zaalim zamana bada ajeeb ladakpan ka wo zamana tha ye biljliyo se pare mera aashiyana tha shabab aate hi wo gul khile meri tauba karaar dil se to seene se dil rawana tha zulm leke aaya sitam leke aaya mohabbat ka zaalim zamana haye zulm leke aaya sitam leke aaya mohabbat ka zaalim zamana kahan ab zamane ko aaram de ke baithe hain din raat dil thaam ke kahan ab zamane ko aaram de ke baithen hain din raat dil thaam ke laga baithe tab se ye bimariya huye jabse aashiq tere naam ke zulm leke aaya sitam leke aaya mohabbat ka zaalim zamana haan zulm leke aaya sitam leke aaya mohabbat ka zaalim zamana