SONG: Zindgani Ka Maza Shadi Me Hai (Part-2) - ज़िंदगी का मज़ा शादी में है

Zindgani Ka Maza Shadi Me Hai (Part-2) - ज़िंदगी का मज़ा शादी में है

LYRICS:
zindgani ka maza shadi mein hai zindgani ka maza shadi mein hai nojawani ka maza shadi mein hai nojawani ka maza shadi mein hai chahe jis kante ka rahle wala wo insan ho rus ho england ho amerika ho japan ho dharam sabka hai juda par god sabka ek hai dhang shadi ka sabka juda hai par sabka matlab ek hai zindgani ka maza shadi mein hai zindgani ka maza shadi mein hai amerika aur england jaha par wife aur husband dono liye hand mein hand jhin jhin jhinak baje band baje band baje band padri liye bibal hath aaya un dono ke pas badli gayi ring se ring aakhiri costume bhi marriage ka hua sabse bada dekh kar aakhir mujhe majboaur ho kahna pada majboaur ho kahna pada majboaur ho kahna pada zindgani ka maza shadi mein hai nojawani ka maza shadi mein hai zindgani ka maza shadi mein hai afrika ke jungle wale koyla se kale kale liye hath mein lambe bhale lambe bhale lambe bhale aaye ladki ladke wale ladki ladke wale pandit ji ne dulhan ji ke sar pe rakha hath wo bhagi jhadi ke pas pandit ji ne dulha ji ke sar pe rakha hath wo bhi gaye usi ke pas jungle mein mangal hua baje dhama dham dhol dholak ki aawaz me bhi nikle yahi bol sahab nikle yahi bol kya zindgani ka maza shadi mein hai nojawani ka maza shadi mein hai zindgani ka maza shadi mein hai.