SONG: Zindagi Tujhko Jiya Hai - जिंदगी तुझको जिया है

Zindagi Tujhko Jiya Hai - जिंदगी तुझको जिया है

LYRICS:
zindgi tujhko jiya hai koi afsos nahi zhar khud maine piya hai koi afsos nahi zindgi tujhko jiya hai koi afsos nahi zhar khud maine piya hai koi afsos nahi maine mujrim ko bhi mujrim naa khaa duniya me maine mujrim ko bhi mujrim naa khaa duniya me bas yhi zurm kiya hai koi afsos nahi zhar khud maine piya hai koi afsos nahi meri kismat me jo likhi thi unhi kaanto se meri kismat me jo likhi thi unhi kaanto se dil ki zakhmo ko siya hai koi afsos nahi zhar khud maine piya hai koi afsos nahi akre sang ke shishe ki ho baarish faakir akre sang ke shishe ki ho baarish faakir ab kaphan oadh liya hai koi afsos nahi zhar khud maine piya hai koi afsos nahi zindgi tujhko jiya hai koi afsos nahi