SONG: Zindagi Se Nata Tod Ke Kaha Chala Hai - जिंदगी से नाता तोड़ के कहाँ चला है

Zindagi Se Nata Tod Ke Kaha Chala Hai - जिंदगी से नाता तोड़ के कहाँ चला है

LYRICS:
jinagi se nata todd ke kaha chala hai sahara lene maut ka laut aa laut aa andhera hai vaha jaha tujhko hua hai dhokha jyot ka jinagi se nata todd ke kaha chala hai sahara lene maut ka tune samjha chaman me fiza hi fiza hai par hasti si bahar ka sama bhi yaha hai dekh ab palat kar jane wale laut aa laut aa andhera hai vaha jaha tujhko hua hai dhokha jyot ka gham ki raat hi layegi khushi ka saveri soyi kismat jagegi mitega andhera deep fir jala le aasha wale laut aa laut aa andhera hai vaha jaha tujhko hua hai dhokha jyot ka jinagi se nata todd ke kaha chala hai sahara lene maut ka toofan kab tak layega samay ka ye dhara tere sapno ki naiya ko milega kinara aaj ke ye toofan kal tak na honge laut aa laut aa andhera hai vaha jaha tujhko hua hai dhokha jyot ka jinagi se nata todd ke kaha chala hai sahara lene maut ka