SONG: Zindagi Nahi Asaan - छोटी खुशियों को प्यारी प्यारी अंखियों को

Zindagi Nahi Asaan - छोटी खुशियों को प्यारी प्यारी अंखियों को

LYRICS:
chhoti khushiyo ko pyari pyari ankhiyo ko hansi bhari lamho ko man bhari chahato ko dil ke ujalo ko chamkate tare ko sun in vadiyo ko bahti nadiyo ko kahte hai ye tumse hai sath mein hum tere kahte hai ye tumse hai sath mein hum tere kahte hai ye tumse hai sath mein hum tere kahte hai ye tumse hai sath mein hum tere zindagi nahi aasan zindagi nahi aasan zindagi nahi aasan zindagi nahi aasan dhundhli manjilo ko safar ke badalo ko jhuki in nazaro ko andheri raat ko sun sachchai ko is tanhai ko kehte hai ye tujhse hai ab bhi hum sang tere bhula tu na dena bas hum hi hum tere zindagi nahi asan zindagi nahi asan zindagi nahi asan zindagi nahi asan dukh bhare rasto ko dhundli manzilo ko rulati in sapno ko safar ke kato ko sune se sajis ko andheri raat ko kahte hai ye tujhse pal bhar hu main sang tere jina tu sikhega kyu rah ke sang mein mere zindagi nahi asan zindagi nahi asan zindagi nahi asan zindagi nahi asan