SONG: Zindagi Naam Hai, Waqt Ki Maar Ka - जिंदगी नाम है, वक्त की मार का

Zindagi Naam Hai, Waqt Ki Maar Ka - जिंदगी नाम है, वक्त की मार का

LYRICS:
zindagi naam hai waqt ki mar ka zindagi naam hai waqt ki mar ka ek din jeet ka ek din har ka ek din jeet ka ek din har ka zindagi naam hai waqt ki mar ka rah sachchai ki mushkilo se bhari par na sahas ruka aur na himmat dari yuhi tapkar sabhi pap dhul jayenge pehle kante to chun phul mil jayenge rasta hai yahi rasta hai yahi ek uddhar ka ek din jite ka ek din har ka zindagi naam hai waqt ki mar ka tere uddhar ka dard se jo mile wo khushi hai teri aansuo se khile wo hansi hai teri dekh mosam naya rang lane laga phul khilne lage waqt bhane laga rup hoga naya,rup hoga naya tere sansar ka ek din jite ka ek din har ka ek din jite ka ek din har ka zindagi naam hai waqt ki mar ka