SONG: Zindagi Me Pehla Pehla Tune Mujhko Pyar Diya Hai - जिंदगी में पहला पहला तूने मुझको प्यार दिया है

Zindagi Me Pehla Pehla Tune Mujhko Pyar Diya Hai - जिंदगी में पहला पहला तूने मुझको प्यार दिया है

LYRICS:
zindagi me pahla pahla tune mujhko pyar diya hai zindagi me pahla pahla tune mujhko pyar diya hai mai tujhko pasand tu mujhko pasand tune jivan sanwar diya hai zindagi me pahla pahla tune mujhko pyar diya hai mai tujhko pasand tu mujhko pasand tune jivan sanwar diya hai zindagi me pahla pahla tune mujhko pyar diya hai naina tere jaise kiran roshan hua mera to man are rash ke bare tere vachan arpan kiya tujhko jivan naina tere jaise kiran roshan hua mera to man are rash ke bare tere vachan arpan kiya tujhko jivan dildar se ikraar se tune sapna sakaar kiya jindagi me pahla pahla tune mujhko pyar diya hai surat teri aisi khili chandan me tu chandi mili tune diye vo hosale dono jaha mujhko mile surat teri aisi khili chandan me tu chandi mili tune diye vo hosale dono jaha mujhko mile ye sadgi ye sadagi tune dil ko karar diya hai zindagi me pahla pahla tune mujhko pyar diya hai mai tujhko pasand tu mujhko pasand tune jivan sanwar diya hai zindagi me pahla pahla tune mujhko pyar diya hai