SONG: Zindagi Me Husn Hai, Husn Me Garur Hai - जिन्दगी में हुस्न है, हुस्न में गरूर है

Zindagi Me Husn Hai, Husn Me Garur Hai - जिन्दगी में हुस्न है, हुस्न में गरूर है

LYRICS:
zindagi me husn hai husn me garur hai ek nayi bahar hai ek naya suroor hai kuchh na kuchh zaroor hai kuchh na kuchh zaroor hai zindagi me husn hai husn me garur hai ek nayi bahar hai ek naya suroor hai kuchh na kuchh zaroor hai kuchh na kuchh zaroor hai itni sawarne lagi ae meri sarkaar kyu itni sawarne lagi ae meri sarkaar kyu dekhti hun aaina din mein kai baar kyu din mein kai baar kyun dekhti hu aaina din mein kai baar kyun din mein kai baar kyu kya kahu dil aa gaya, baat kya huzoor hai ek nayi bahar hai ek naya suroor hai kuchh na kuchh zaroor hai kuchh na kuchh zaroor hai aisi na baate karo ruth ke chal denge ham aisi na baate karo ruth ke chal denge ham dil jo kahi aayega dil ko masal denge ham dil ko masal denge ham hamko apne aap par naaz hai guroor hai ek nayi bahar hai ek naya suroor hai kuchh na kuchh zaroor hai kuchh na kuchh zaroor hai zindagi me husn hai husn me garur hai ek nayi bahar hai ek naya suroor hai kuchh na kuchh zaroor hai kuchh na kuchh zaroor hai kuchh na kuchh zaroor hai kuchh na kuchh zaroor hai