SONG: Zindagi Kya Hai Kanta Hai Ya Phool - जिंदगी क्या है काँटा है या फूल

Zindagi Kya Hai Kanta Hai Ya Phool - जिंदगी क्या है काँटा है या फूल

LYRICS:
zindagi kya hai kaanta hai ya phul kaanta samjhna hai bhul zindagi hai phul jiwan hai mala sukh dukh ke moti in motiyo se jiwan me jyoti jiwan hai mala sukh dukh ke moti in motiyo se jiwan me jyoti zindagi kya hai aansu hai ya muskan aansu nahi nadan zindagi hai muskan tej badi ye samay ki dhara hai aasha nirasha iska kinara hai tej badi ye samay ki dhara hai aasha nirasha iska kinara hai zindagi kya hai tufa hai ya patwaar tufa na samjho yaar zindagi hai patwaar zindagi kya hai kata hai ya phul kata samjhna hai bhul zindagi hai phul