SONG: Zindagi Ki Raah Me Tez Chal - जिंदगी की राह में तेज चल

Zindagi Ki Raah Me Tez Chal - जिंदगी की राह में तेज चल

LYRICS:
ho jindgi ki raah mein tej chal kahi na tham jane de manjil badha jane de manjil badha har kadam badhta ja har kadam har kadam hai teri manjil wahi tum na dukhi ho yaha hai teri manjil wahi tum na dukhi ho yaha hai isi talas mein jindgi ka karwa hai isi talas mein jindgi ka karwa iske bagair kaise ho sakegi ye bahar ishq ko rahabar bana ishq ko rahabar bana kadam badhata ja har kadam har kadam jhum ke chal ganv ganv pi ki mohabbat ja jaam le kar nikal khub tu ishq ka rangin paigam le kar nikal khub tu ishq ka rangin paigam le kar nikal khub tu ishq ka rangin paigam sakh badhe kadam kadam jab tak ho dam ishq ko rahabar bana ishq ko rahabar bana kadam badhata ja har kadam har kadam jindgi ki raah jindgi ki raah tej chal kahi na tham jane de manjil badha tej chal kahi na tham jane de manjil badha har kadam badhata ja har kadam har kadam sama mohabbat ka gam tere dil mein jal uthe har andheri raat se roshani ubal uthe har andheri raat se roshani ubal uthe kho sake na fir kabhi jindagi ke ye sitam ishq ko rahabar bana ishq ko rahabar bana kadam badhata ja har kadam har kadam jindagi hai roshani ishk aaftab hai jindagi hai roshani ishk aaftab hai jindagi hai roshani ishk aaftab hai jindagi hai roshani ishk aaftab hai ishq hi kahi khuda ishq hi kahi sanam ishq ko rahabar bana ishq ko rahabar bana kadam badhata ja har kadam har kadam