SONG: Zindagi Ke Mod Par Jo Koi Raastaa Milaa - ज़िन्दगी के मोड़ पर जो कोई रास्ता मिला

Zindagi Ke Mod Par Jo Koi Raastaa Milaa - ज़िन्दगी के मोड़ पर जो कोई रास्ता मिला

LYRICS:
zindagi ke mod par jo koi rasta mila teri gali se ja mila zindagi ke mod par jo koi rasta mila teri gali se ja mila khate hai aaj thokre shahar me zindagi ke ham tujhse chale the dur dur gam ki sharab pi ke ham gam ki sharab pi ke ham teri taraf bahak gaye teri taraf bahak gaye aisa hame nasha mila aisa hame nasha mila tera khyal chhod ke badh gai aur ulajhne tere hi nam ki sada deti hai dil ki dhadakne deti hai dil ki dhadakne ab ye hi sochte hai ham ab ye hi sochte hai ham ruth ke tujhse kya mila ruth ke tujhse kya mila zindagi ke mod par jo koi rasta mila teri gali se ja mila