SONG: Zindagi Ka Yu Zubaan Par Naam - जिन्दगी का यूँ जुबान पर नाम

Zindagi Ka Yu Zubaan Par Naam - जिन्दगी का यूँ जुबान पर नाम

LYRICS:
zindagi ka yu zuban par nam aana chahiye zindagi ka yu zuban par nam aana chahiye har taraf se pyar ka paygam aana chahiye zindagi ka yu zuban par nam aana chahiye bas maja jine ka bas maja jine ka subah sham aana chahiye zindagi ka yu zuban par nam aana chahiye aadmi ko aadmi ke kam aana chahiye zindagi ka yu zuban par nam aana chahiye zindagi ka yu zuban par nam jiwan khel hai dunia rail hai chuk chuk chuk chuk chalo rail gadi ki tarah khel ye khelo khiladi ki tarah gir mat jana anadi ki tarah jiwan khel hai dunia rail hai jit kar is khel me jit kar is khel me ye nam aana chahiye zindagi ka yu zuban par nam aana chahiye zindagi ka yu zuban par nam hasne se na rone se jagne se na sone se hasne se na rone se jagne se na sone se jikar bhi hota nahi gumnam hone se nam hota hai jra badnam hone se apne sar pe bhi koi apne sar pe bhi koi ilzam aana chahiye zindagi ka yu zuban par nam aana chahiye zindagi ka yu zuban par nam apne lab pe apni hi tarif ho to kya maza apne lab pe apni hi tarif ho to kya maza dusro ko aapse taklif ho to kya maza dusro ko aapse dusro ko aapse aaram aana chahiye zindagi ka yu zuban par nam aana chahiye har taraf se pyar ka bas maja jine ka aadmi ko aadmi ke kam aana chahiye zindagi ka yu zuban par nam aana chahiye zindagi ka yu zuban par nam