SONG: Zindagi Ka Safar (Part 2) - ज़िन्दगी का सफ़र है अकेला नहीं

Zindagi Ka Safar (Part 2) - ज़िन्दगी का सफ़र है अकेला नहीं

LYRICS:
zindagi ka safar hai akela nahi har kadam pe yaha main tere sath hun ab tujhe darr hai kya jo hua bhul ja zindagi ka safar hai akela nahi aa meri baahon mein aa dil mein chhupa lu tujhe aa meri baahon mein aa dil mein chhupa lu tujhe de ke tujhe har khushi gam se bacha lun tujhe main hun to gam hai kya jo hua bhul ja zindagi ka safar hai akela nahi mana hai maasum tu par besahara nahi mana hai maasum tu par besahara nahi tujhko sataye koi mujhko gawara nahi dil pe hai bojh kya jo hua bhul ja zindagi ka safar hai akela nahi aankho se aansu tere has ke pi jaau main aankho se aansu tere has ke pi jaau main tu muskurade agar mar ke ji jaau main khul ke phir muskura jo hua bhul ja zindagi ka safar hai akela nahi zindagi ka safar hai akela nahi har kadam pe yaha main tere sath hun ab tujhe darr hai kya jo hua bhul ja zindagi ka safar hai akela nahi