SONG: Zindagi Ka Safar (Part 1) - ज़िन्दगी का सफ़र

Zindagi Ka Safar (Part 1) - ज़िन्दगी का सफ़र

LYRICS:
aankho se aansu tere hans ke pi jaau main aankho se aansu tere hans ke pi jaau main tu muskura de agar mar ke ji jaaun main ashk yun na luta jo huaa bhul jaa zindagi ka safar hain akela nahi har kadam pe yaha main tere saath hu ab tujhe dar hain kya jo huaa bhul jaa zindagi ka safar hain akela nahi