SONG: Zindagi Ka Saaz Bhi Kya Saaz Hai - ज़िन्दगी का साज़ भी क्या साज़ है

Zindagi Ka Saaz Bhi Kya Saaz Hai - ज़िन्दगी का साज़ भी क्या साज़ है

LYRICS:
zindagi kaa saaz bhi kyaa saaz hai baj rahaa hai aur beaawaaz hai koi nagamaa hai na koi saaz hai koi nagamaa hai na koi saaz hai ek teri aur ek meri aawaaz hai ek teri aur ek meri aawaaz hai zindagi kaa saaz bhi kyaa saaz hai baj rahaa hai aur beaawaaz hai lay na tute zindagi ke saaz ki lay na tute zindagi ke saaz ki zindagi aawaaz hi aawaaz hai zindagi aawaaz hi aawaaz hai zindagi kaa saaz bhi kyaa saaz hai baj rahaa hai aur beaawaaz hai baj rahaa hai aur beaawaaz hai