SONG: Zindagi Ka Aasra Samjhe Tujhe O Bewafa - ज़िंदगी का आसरा समझे तुझे ओ बेवफ़ा

Zindagi Ka Aasra Samjhe Tujhe O Bewafa - ज़िंदगी का आसरा समझे तुझे ओ बेवफ़ा

LYRICS:
jinadgi ka aasra samjhe tujhe o bewfa jinadgi ka aasra samjhe tujhe o bewfa bade nadan the ham haye samjhe bhi to kya samjhe bade nadan the ham haye samjhe bhi to kya samjhe mohabbat me hame taqdeer ne dhokhe diye kya kya dhokhe diye kya kya mohabbat me hame taqdeer ne dhokhe diye kya kya dhokhe diye kya kya jo dil ka dard tha us dard ko hum dil ki dava samjhe jo dil ka dard tha us dard ko hum dil ki dava samjhe hamari bebasi ye keh rahi hai haye ro ro ke hamari bebasi ye keh rahi hai haye ro ro ke duboya usne kashti ko jise ham apna khuda samjhe duboya usne kashti ko jise ham apna khuda samjhe kidar jaye ke is duniya me koi bhi nahi apna usi ne bewafai ki jise jane wafa samjhe usi ne bewafai ki jise jane wafa samjhe tujhe o bewafa ham jindagi ka aasra samjhe