SONG: Zindagi Hai Kya Sun Meri Jaan - जिंदगी हैं क्या सुन मेरी जान

Zindagi Hai Kya Sun Meri Jaan - जिंदगी हैं क्या सुन मेरी जान

LYRICS:
zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan pyaar tujhe dega wo maalik o pyaare zabaan main teri meethi karun aa yahaan zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan hontho se meetha meetha ras tapkaao ji icecream wala aaya aao ji hontho se meetha meetha ras tapkaao ji icecream wala aaya aao ji teri gali mein lagaa di maine chhoti moti si dukaan zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan pyaar tujhe dega wo maalik o pyaare zabaan mein teri meethi karun aa yahaan zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan door se kyun hai tuk tuk taktaa pyaare paise bina hi le jaa le jaa pyaare door se kyun hai tuk tuk taktaa pyaare paise bina hi le jaa le jaa pyaara anna do anna nahin hai to udaasi kaisi meri jaan zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan pyaar tujhe dega wo maalik o pyaare zabaan main teri meethi karun aa yahaan zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan maal khazaana yahin sab reh jaayega yahaan se koi kaho kya le jaayega maal khazaana yahin sab reh jaayega yahaan se koi kaho kya le jaayega maaya hai maaya ye duniya ye duniya ke daastan zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan pyaar tujhe dega wo maalik o pyaare zabaan main teri meethi karun aa yahaan zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zubaan zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan