SONG: Zindagi Fasana Hai Beraham Jamana Hai - जिंदगी फ़साना है बेरहम जमाना है

Zindagi Fasana Hai Beraham Jamana Hai - जिंदगी फ़साना है बेरहम जमाना है

LYRICS:
jindagi fasana hai beraham jamana hai muskurana aadami ka rone ka bahana hai jindagi fasana hai beraham jamana hai bade chalo bade chalo bade chalo bade chalo ro rahi hai ye jamin chup khada hai aasman is jahan me lut gaya jindagi ka karvan has raha hai bagbaan ke jal raha aashiyana hai jindagi fasana hai beraham jamana hai muskurana aadami ka rone ka bahana hai jindagi fasana hai beraham jamana hai bade chalo bade chalo naam jiska hai bahar wo fida ka rang hai jindagi fareb hai har khushi umang hai har khushi ki ragini me gham bara tarana hai bade chalo bade chalo keh rahi hu alvida apne dil ko tham ke mil gaye nasib se ashk subah sham ke har kadam pe motiya ka lut raha khajana hai jindagi fasana hai beraham jamana hai muskurana aadami ka rone ka bahana hai jindagi fasana hai beraham jamana hai bade chalo bade chalo bade chalo bade chalo alvida alvida alvida alvida alvida alvida