SONG: Zindagi Ek Natak Hai - II - जिंदगी एक नाटक है

Zindagi Ek Natak Hai - II - जिंदगी एक नाटक है

LYRICS:
zindagi ek natak hai hum natak me kam karte hai zindagi ek natak hai hum natak me kam karte hai parda uthate hi parda girte hi sab ko salam karte hai hum natak me kam karte hai zindagi ek natak hai hum natak me kam karte hai parda uthate hi parda girte hi sab ko salam karte hai hum natak me kam karte hai zindagi ek natak hai hum natak me kam karte hai khel me kabhi bajati hai taliya aur kabhi log dete hai galiya khel me kabhi bajati hai taliya aur kabhi log dete hai galiya bure bante hai bhale bante hai apna nam badanam karte hai hum natak me kam karte hai zindagi ek natak hai hum natak me kam karte hai ek rang manch ye sansar hai chota bada har ek kalakar hai ek rang manch ye sansar hai chota bada har ek kalakar hai jindagani ka is kahani ka tamasha suboh sham karte hai hum natak me kam karte hai zindagi ek natak hai hum natak me kam karte hai chahre pe ek chara laga liya laila majnu khud ko bana liya chahre pe ek chara laga liya laila majnu khud ko bana liya jhutha saccha kya bura accha kya jaisa nam waisa kam karte hai hum natak me kam karte hai zindagi ek natak hai hum natak me kam karte hai parda uthate hi parda girte hi sab ko salam karte hai hum natak me kam karte hai zindagi ek natak hai hum natak me kam karte hai