SONG: Zindagi Ek May Hai - जिंदगी एक मय है

Zindagi Ek May Hai - जिंदगी एक मय है

LYRICS:
zindgi zindgi ek may hai jisko pi rahi hun shaano se pi rahi hun shaano se gulshane duniya me mai kaun si aabad hun kaun si aabad hun zindgi ek may hai jisko pi ke mai barbaad hun zindgi ek may hai jisko pi ke mai barbaad hun aadise duniya me mai to laakho baar aabad hun aadise duniya me mai to laakho baar aabad hun ranj-o-gam zulmo sitam bedaagiyo se daag ho bedaagiyo se daag ho ishq ke jannat ki mai to hasi hui ek yaad hun hasi hui ek yaad hun ranjo gam zulmo sitam ranjo gam zulmo sitam ye azaadiyo sahte rahe mai to ishq ki vaadiyo ki bhuli hui ek yaad hun mai to ishq ki vaadiyo ki bhuli hui ek yaad hun