SONG: Zindagi Di Thi Jo Ye Aarazu Thi, Kabhi Ham Bahaar Dekhenge - ज़िंदगी दी थी जो ये आरजू थी, कभी हम बहार देखेंगे

Zindagi Di Thi Jo Ye Aarazu Thi, Kabhi Ham Bahaar Dekhenge - ज़िंदगी दी थी जो ये आरजू थी, कभी हम बहार देखेंगे

LYRICS:
zindagi di thi jo jine ka maza kyun na diya o meri qismat me ye aaraam kyun na diya kyun na diya ye aarzu thi kabhi ham bahaar dekhenge ye aarzu thi kabhi ham bahaar dekhenge kise pata tha khizaan baar baar dekhenge karaar paa ke bhi qismat me bekraari hai karaar paa ke bhi qismat me bekraari hai wo aur honge jo ji kaa karaar dekhenge wo aur honge jo ji kaa karaar dekhenge abhi to pyaar ka ik khwaab hamne dekha hai abhi to pyaar ka ik khwaab hamne dekha hai gale me kab teri baaho kaa haar dekhenge gale me kab teri baaho kaa haar dekhenge tera milaap jidaayi se kam nahi hai sanam tera milaap jidaayi se kam nahi hai sanam tamaam umr tera intzaar dekhenge tamaam umr tera intzaar dekhenge ye aarzu thi kabhi ham bahaar dekhenge