SONG: Zindagi Dene Wale Yeh Fariyad Hai Tere Hote - ज़िन्दगी देने वालें ये फ़रियाद हैं तेरे होते

Zindagi Dene Wale Yeh Fariyad Hai Tere Hote - ज़िन्दगी देने वालें ये फ़रियाद हैं तेरे होते

LYRICS:
darbar me huzur ke naazo ada se maang dil me jo ghar me bana le kuch aisi sada se maang bande se maang ke to dekh bande milega kya agar maangna hai tujhko tu apne khuda se maang zindagi dene wale ye fariyad hai tere hote huye koi barbad hai tere hote huye koi barbad hai zindagi dene wale ye fariyad hai na liya ek bhi saans aaram hai fayada bata phir kya tere naam ka teri rahmat se duniya to aagaz hai tere hote huye koi barbad hai tere hote huye koi barbad hai zindagi dene wale ye fariyad hai do kadam bhi koi sath de na saka gire to koi hath de na saka chal diya chhod kar kaarwa yaad hai tere hote huye koi barbad hai tere hote huye koi barbad hai zindagi dene wale ye fariyad hai tere hote huye koi barbad hai tere hote huye koi barbad hai zindagi dene wale