SONG: Zindagi Bhati Nahi Aur Maut Bhi Aati Nahi - ज़िन्दगी भाती नहीं, और मौत भी आती नहीं

Zindagi Bhati Nahi Aur Maut Bhi Aati Nahi - ज़िन्दगी भाती नहीं, और मौत भी आती नहीं

LYRICS:
zindagi bhati nahi, aur maut bhi nahi aati pyas aisi hai hamari, jo ki mit pati nahi zindagi bhati nahi, aur maut bhi aati nahi jab mili najre to dil me, uth pada tufan bhari uth pada tufan bhari jab firi najre achanak, ho gayi jan bhari jaanlewa ho gayi hai, husn se ye jaankari jaanlewa ho gayi hai, husn se ye jaankari jaam me bhar aag ki aadat, magar jaati nahi zindagi bhati nahi, aur maut bhi aati nahi