SONG: Zindagi Bhar Yahi Ikrar Kiye Jayenge - जिंदगी भर यहीं इकरार किये जायेगा

Zindagi Bhar Yahi Ikrar Kiye Jayenge - जिंदगी भर यहीं इकरार किये जायेगा

LYRICS:
zindagi bhar yahi ikrar kiye jayenge zindagi bhar yahi ikrar kiye jayenge hum tumhare hai tumhe pyar kiye jayenge zindagi bhar yahi ikrar kiye jayenge koi jalwa na samayega nazar me apni koi jalwa na samayega nazar me apni sirf sarkar ka didar kiye jayenge ye dhadkte hue hanste hue gate hue dil kah rahe hai ke mohabbat ki yahi hai manjil aa kuch aur bhade pyar ke tufano me dil ki kashti payar ke tufano me dil ki kashti to salamat hajaro sahil waqt ko apna tarafdar kiye jayenge hum tumhare hai tumhe pyar kiye jayenge zindagi bhar yahi ikrar kiye jayenge humko malum na tha dil ki hakikat kya hai tumne samjhaya to samjhe ke mohabbat kya hai haye ye phul se rukhsar ye mahaki zulfe sath ho tum to baharo ki jarurat kya hai tumse wada yahi har bar ke aayenge hum tumhare hai tumhe pyar kiye jayenge zindagi bhar yahi ikrar kiye jayenge zindagi bhar yahi ikrar kiye jayenge