SONG: Zindagi Bhar Nahi Bhulegi Wo Barsaat Ki Raat - जिंदगी भर नही भूलेगी वो बरसात की रात

Zindagi Bhar Nahi Bhulegi Wo Barsaat Ki Raat - जिंदगी भर नही भूलेगी वो बरसात की रात

LYRICS:
zindagi bhar nahi bhulegi wo barsaat ki raat ek anjan hasina se mulakat ki raat zindagi bhar nahi bhulegi wo barsaat ki raat haye wo reshmi julfo se barasta paani haye wo reshmi julfo se barasta paani phul se gaalo par rukne ko tarasta paani dil mai tufan uthate hue dil mai tufan uthate hue jajbaat ki raat zindagi bhar nahi bhulegi wo barsaat ki raat zindagi bhar nahi bhulegi dar ke bijli se achanak wo lipatna uska aur fir sharm se balkha ke simatna uska kabhi dekhi na suni ho kabhi dekhi na suni aisi tilasmat ki raat zindagi bhar nahi bhulegi surkh aanchal ko jo daba ke nichoda usne surkh aanchal ko jo daba ke nichoda usne dil pe jalta hua ek tir sa choda usne aag pani mai lagate hue ho aag pani mai lagate hue halat ki raat zindagi bhar nahi bhulegi mere nagmo mai jo basti hai wo tasvir thi wo nojawani ke hasin khawab ki tabir thi wo aasmno se utar aayi aasmno se utar aayi jo raat ki raat zindagi bhar nahi bhulegi wo barsaat ki raat ek anjan hasina se mulakat ki raat zindagi bhar nahi bhulegi