SONG: Zindagi Badali Mohabbat Kaa Mazaa Aane Lagaa - जिंदगी बदली मोहब्बत का मज़ा आने लगा

Zindagi Badali Mohabbat Kaa Mazaa Aane Lagaa - जिंदगी बदली मोहब्बत का मज़ा आने लगा

LYRICS:
zindagi badli mohabbat kaa mazaa aane laga haay zindagi badli dil ke tukade ho gaye har saans tadpane laga haay zindagi badali zindagi badli mohabbat kaa mazaa aane laga haay zindagi badli sach to ye hai dil ke haatho apni kismat ban gai apni kismat ban gai sach to ye hai dil ke haatho apni kismat ban gai apni kismat ban gai dil ke haatho ye muqaddar thokare khane laga dil ke tukade ho gaye har saans tadpane laga haay zindagi badli zindagi badli mohabbat kaa mazaa aane laga haay zindagi badli aaj kitana apne munh par ek dil ko naaz hai ek dil ko naaz hai aaj kitana apne munh par ek dil ko naaz hai ek dil ko naaz hai ek dil apne kiye par aap pachhatane laga dil ke tukade ho gaye har saans tadpane laga haay zindagi badli zindagi badli mohabbat kaa mazaa aane laga haay zindagi badli dil ke tukade ho gaye har saans tadpane laga haay zindagi badli zindagi badli mohabbat kaa mazaa aane laga haay zindagi badli