SONG: Zindagi Ae Zindagi, Humse Mat Kar Dillagi - ज़िन्दगी ऐ ज़िन्दगी, हमसे मत कर दिल्लगी

Zindagi Ae Zindagi, Humse Mat Kar Dillagi - ज़िन्दगी ऐ ज़िन्दगी, हमसे मत कर दिल्लगी

LYRICS:
zindagi ae zindagi, humse mat kar dillagi husn ki mehfil me hum kyu ban gaye hain ajnabi zindagi ae zindagi, humse mat kar dillagi husn ki mehfil me hum kyu ban gaye hain ajnabi zindagi ae zindagi, humse mat kar dillagi naachti hain husn ki parchhainya naachti hain husn ki parchhainya le rahi hain aarzu angdaiya mere hisse me hain kyu tanhainya suni suni kyu mere dil ki gali zindagi ae zindagi, humse mat kar dillagi jagmagati jaagti jungle ki raat jagmagati jaagti jungle ki raat gungunati naachti aanchal ki raat dil me utri hain mere hulchal ki raat dil me utri hain mere hulchal ki raat jaise mehfil me kisi ki hain kami zindagi ae zindagi, humse mat kar dillagi phul se chehre, ye baaho ke chaman phul se chehre, ye baaho ke chaman jhumte hain lahlahate se badan bas yahi bhule hain, jeene ka chalan bas humi se kyu, hain teri dushmani zindagi ae zindagi, humse mat kar dillagi husn ki mehfil me hum kyu ban gaye hain ajnabi zindagi ae zindagi