SONG: Zindagi Ae Zindagi Dekh Meri Bebasi - जिंदगी ऐ जिंदगी देख मेरी बेबसी

Zindagi Ae Zindagi Dekh Meri Bebasi - जिंदगी ऐ जिंदगी देख मेरी बेबसी

LYRICS:
zindagi aye zindagi dekh meri bebasi zindagi aye zindagi dekh meri bebasi mere har sawal ka tu jawab de ya to mujhe zahar de ya sharab de, tu sharab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi aansu banke mai kabhi aankh se na bah saku muh se kuch na kah saku aur chhup na rah saku itne gam na de mujhe mai na jinko sah saku meri khushiya kya huyi kuch hisab de ya to mujhe zahar de ya sharab de, tu sharab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi apne aap se khafa kar diya nasib ne mujhko apno se zuda kar diya nasib ne har dua ko baddua kar diya nasib ne chhin gaye hai mujhse jo vapas wo khawab de ya to mujhe zahar de ya sharab de, tu sharab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi mere har sawal ka tu jawab de ya to mujhe zahar de ya sharab de, tu sharab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi