SONG: Zindagani Ka Maza Shadi Me Hai - जिंदगानी का मजा शादी में हैं

Zindagani Ka Maza Shadi Me Hai - जिंदगानी का मजा शादी में हैं

LYRICS:
zindgani ka maja shadi me hai zindgani ka maja shadi me hai naujawani ka maja shadi me hai naujawani ka maja shadi me hai zindgani ka maja shadi me hai chahe jis country ka rahne wala wo insan ho rus ho england ho amerika ho japan ho dharm sabka hai juda, par god sabka ek hai dhang shadi ka juda par sabka matlab ek hai sabka matlab ek hai, kya zindgani ka maja shadi me hai naujawani ka maja shadi me hai zindgani ka maja shadi me hai america, england jaha par wife aur husband dono liye hand me hand jhin jhin jhinak baje band baje band, baje band padri liye bibal hath aaya un dono ke pass aaya un dono ke pass badli gayi ring se ring ding ding ding dong ding aakhiri custom bhi marriage ka hua sabse bada dekh kar aakhir mujhe majbur ho kahna pada majbur ho kahna pada o majbur ho kahna pada, kya zindgani ka maja shadi me hai naujawani ka maja shadi me hai zindgani ka maja shadi me hai africa ke jungle wale koyla jaise kale kale kale kale liye hath me lambe bhale lambe bhale lambe bhale lambe bhale aaye ladki ladke wale, ladki ladke wale pandit ji ne dulhan ji ke sar pe rakha hath wo bhagi jhadi ke pass pandit ji ne dulha ji ke sar pe rakha hath wo bhi gaye usi ke pass jungle me mangal hua baje dhama dham dhol dholak ki aawaz me bhi nikle yahi bol sahab nikle yahi bol o nikle yahi bol, kya zindgani ka maja shadi me hai naujawani ka maja shadi me hai zindgani ka maja shadi me hai