SONG: Zinda Hai Zinda Humse Wafa Ka Naam - जिंदा हैं जिंदा हैं हमसे वफ़ा का नाम

Zinda Hai Zinda Humse Wafa Ka Naam - जिंदा हैं जिंदा हैं हमसे वफ़ा का नाम

LYRICS:
kali ke jigar ke hue pahle tukde to fir pyar karne ka pal bhi aaya tadap jab chuki mauj tufan me to gale se lagane ko sahil bhi aaya suna kaish ka hal dunia ne lekin jo laila pe gujri use kon soche ke damdar katil hame kahne wala na hoti mohabbat agar hum na hote dunia me wafa hoti bahut badnam jinda hai jinda hamse wafa ka nam jinda hai jinda jinda hai jinda jinda hai jinda hamse wafa ka nam wafa ka nam wafa ka nam nam jinda hai jinda hamse wafa ka nam sune wo log jo aaho pe aahe bharte hai jinhe hai ishk wo fariyad nahi karte hai chalak aate hai nigaho me jo tukde dil ke ro lete hai andhero se gale mil mil ke diwano tumko to diwana na banna aaya jalne ka shok hai parwana na banna aaya shama kahte hamko kabhi socha dil ne jale hai hum to hua hai ujala mahfil me oro ke liye jalna hamara kam oro ke liye oro ke liye oro ke liye jalna hamara kam jinda hai jinda hamse wafa ka nam ho jara sunna jara sunna are mahfil walo na dekhoge kabhi aisa tamasha dil walo ke rashta bhul ke purab se range sham aaya jafa daro ke hotho par jafa ka nam aaya ab aise jala dalo are julfo walo hame nadan na samjho are bhole bhalo tumhare jalwo ko aankho me na basna aaya tumhe to shisha e dil tod ke hasna aaya hamesha jahar jo de wo uthake jam aaye tumhare jhuthe labo par wafa ka nam aaye tauba ji tauba lijiye khuda ka nam dekho ji dekho tum to na do ilzam na do ilzam na do ilzam jinda hai jinda hamse wafa ka nam hamesha aapko aata hai badh ke ruk jana kisi ko lut ke parde me jake chup jana hamesha aag udayi hai tumne raho me hamara nam hai ruswa tumhari aaho me yaha to aah ki tumse aah bhi na hui hamare dard me fir bhi kami na hui mohabbat thokre khati hai mahzabino me mohabbat or hasi ho gayi hasino me tauba ji tauba lijiye khuda ka nam dekho ji dekho tum to na do ilzam na do ilzam na do ilzam jinda hai jinda hamse wafa ka nam