SONG: Zigar Ke Daag Naye Gul Khilaye Jate Hai - जिगर के दाग नये गुल खिलाये जाते है

Zigar Ke Daag Naye Gul Khilaye Jate Hai - जिगर के दाग नये गुल खिलाये जाते है

LYRICS:
zigar ke dag naye gul khilaye jate hai zigar ke dag naye gul khilaye jate hai khushi ke geet bhi ro ro ke gaye jate hai khushi ke geet bhi ro ro ke gaye jate hai kiya tha maine jo roshan chirag arman ka kiya tha maine jo roshan chirag arman ka usi ke shole mera ghar jalaye jate hai usi ke shole mera ghar jalaye jate hai bane to kaise bane koi nakshe ummid bane to kaise bane koi nakshe ummid banaye jate hai hum aur mitaye jate hai jamana mujhse chhudata hai dil ke daman ko jamana mujhse chhudata hai dil ke daman ko hum unko dil me jigar me basaye jate hai jigar ke daag