SONG: Zehra Ne Teen Jo Roz Jo Rakhe - जेहरा ने तीन रोज़ जो रखे थे बाखुदा

Zehra Ne Teen Jo Roz Jo Rakhe - जेहरा ने तीन रोज़ जो रखे थे बाखुदा

LYRICS:
zehra ne teen roz jo rakhe the bakhuda wo kis tarah kubul huye suniye majra zehra ne teen roz jo rakhe the bakhuda wo kis tarah kubul huye suniye majra hai agar kamar tabah zamane par ashtaar jo jaavat nasi mili hai dar ko ham hamgujar bin tere sul aur khuda kafir unka pyar aur jang bhi khata kiye do hak nisaan daar suniye ali wo faatma ka sabr aur karar ruke rahe na hath se jaane kiya vikaar bachpan me jab alil ke sabbir naam daar ulfat me tha fatma zehra ko kuch karaar ro kar lagi ye kahne di ye mere kirdigaar rakhungi teen roz jo acha ho gul azaar makbul faatma ki huyi us ghadi dua yaani ali ke lal ko hasil huyi sipar vaada kiya tha roje ka roja to rakh liya iftaar ko namak bhi nahi tha magar jara biwi batulne wafa vaada to kar liya ab aage aur suniye hai sun ne ka majra dekha ali ne kuch nahi roje ke vaaste apni jirah wah bechne bazar me gaye bechi zirade ramliye aur apne ghar chale moula ke ghar me fatima ke pas rakh diye roti pakai piske bin tere sul me rakha uthake roti ko ishtaar ke liye dar par ali ke itne me saahil ne di sada kuch kijiye ata ke main bhukha hoon bakhuda aawaj sunke aapne fir kaam ye kiya rakhi thi jitni rotiya sab gheev se ata bekhouf paani pike rakha roja dusra us din bhi sahil aa gaya sab usko de diya kuch jouf paida ho gaya larjab bhi aa gaya himmat ko fir bhi hath se jane na diya fir tisra bhi roja isi tarah rakh liya hakibano hakshnaate ko dono bakhuda din to ibaadato me bahrhaal sab kata lekin kareebe shaam bura haal ho gaya magreeb ka waqt arsh pe jab ho gaya aayan masjid me gunjne lagi har simte jab azaan jab tisra bhi roja kholne chla aameen us shaam ko bhi aa gaya koi waha aseeb ho maai bhala bhukha hai kafir us sabko bhi jagaat ki hai dar nazinaazir khud paani pike roje ka utaar kar liya ghar is tarah se khud me tayaar kar liya tasrif laaye ghar me jo sarkaar naam daar sunkar ye wakyaat huye kadr bekraar itne me aaye arsh se jibri nazire ka karne lage faatima se khush hai kirdigaar aale nabi pe jo hai basar jaan se nishar mahshar ke roz dekhega jannat ki wo bahar mahshar ke roz dekhega jannat ki wo bahar mahshar ke roz dekhega jannat ki wo bahar mahshar ke roz dekhega jannat ki wo bahar