SONG: Zaraa Thaharo Ji Abdul Gaffaar Rumaal Meraa Le Ke Jaanaa - ज़रा ठहरो जी अब्दुल गफ़्फ़ार रुमाल मेरा ले के जाना

Zaraa Thaharo Ji Abdul Gaffaar Rumaal Meraa Le Ke Jaanaa - ज़रा ठहरो जी अब्दुल गफ़्फ़ार रुमाल मेरा ले के जाना

LYRICS:
zara thahro ji abdul gaffar rumal mera le ke jana zara thahro ji abdul gaffar rumal mera le ke jana o mai to layi jamun se bahar rumal mera le ke jana resham ke tukde pe dunia divani is par likhi hai dilo ki kahani, dilo ki kahani pagal hai tum par ye badanam jani mange mohabbat ki tumse nishani kuch din karo intazar rumal mera le ke jana o gori hamko bhi tumse hai pyar rumal hame de ke jana tere chahane vale hai hazar rumal hame de ke jana ulfat ke chakkar me ham phas raha hai rota nahi dekh ham has raha hai, ham has raha hai ghabra na bulbul hum aaye chhudane duniya ke pinjre se tumko udane sun lo ye dil ki pukar rumal hame de ke jana zara thahro ji abdul gaffar rumal mera le ke jana o gori hamko bhi tumse hai pyar rumal hame de ke jana bimar-e-ulfat hu dil kho gaya hai apne ko jaane ye kya ho gaya hai tumhe aata hai thanda bukhar rumal mera le ke jana zara thahro ji abdul gaffar rumal mera le ke jana o gori hamko bhi tumse hai pyar rumal hame de ke jana tere chahane vale hai hazar rumal hame de ke jana o gori hamko bhi tumse hai pyar rumal hame de ke jana