SONG: Zaraa Sun Lo Ham Apane Pyaar Kaa Afasaanaa Kahate Hain - ज़रा सुन लो हम अपने प्यार का अफ़साना कहते हैं

Zaraa Sun Lo Ham Apane Pyaar Kaa Afasaanaa Kahate Hain - ज़रा सुन लो हम अपने प्यार का अफ़साना कहते हैं

LYRICS:
zara sun lo ham apne pyar ka afsana kahte hai zara sun lo ham apne pyar ka afsana kahte hai hame ye duniyawale hame ye duniyawale aapka divana kahte hai zara sun lo ham apne pyar ka afsana kahte hai hame to kaam hai bas chupke chupke yad karne se mohabbat ka maza ata nahi fariyad karne se jo khamoshi se jal jaye use parvana kahte hai jo khamoshi se jal jaye use parvana kahte hai use paravana kahte hai aji paravana kahte hai jo khamoshi se jal jaye use paravana kahte hai zara sun lo ham apne pyar ka afsana kahte hai hame ye duniyawale hame ye duniyawale aapka divana kahte hai kisi ke pyar ki khatir zamane ko bhulaya hai jinhe apna banane ke liye sab kuch lutaya hai qayamat hai ke vo ab tak hame begana kahte hai qayamat hai ke vo ab tak hame begana kahte hai hame begana kahte hai aji begana kahte hai qayamat hai ke vo ab tak hame begana kahte hai zara sun lo ham apne pyar ka afsana kahte hai hame ye duniyawale hame ye duniyawale aapka divana kahte hai idhar bhi dekhkar ek bar sahib muskura dena tumhari ek nazar ka kaam hai pagal bana dena jise divana tum kah do use divana kahte hai jise divana tum kah do use divana kahte hai use divana kahte hai aji divana kahte hai jise divana tum kah do use divana kahte hai zara sun lo ham apne pyar ka afsana kahte hai hame ye duniyawale hame ye duniyawale aapka divana kahte hai jahan ke kuche kuche me pata pucha tera hamne kaha logo ne divana to yun hansakar kaha hamane mohabbat karnevale ko sabhi divana kahte hai mohabbat karnevale ko sabhi divana kahte hai sabhi divana kahte hai aji divana kahte hai mohabbat karanevale ko sabhi divana kahte hai zara sun lo ham apne pyar ka afsana kahte hai hame ye duniyawale hame ye duniyawale aapka divana kahte hai jise dekho zamane me kisi se pyar karta hai kahi bhaura tadapata hai kahi parvana jalta hai hazaro kahanevale ek hi afasana kahte hai hazaro kahanevale ek hi afasana kahte hai aji afasana kahte hai aji afasana kahte hai hazaro kahanevale ek hi afasana kahte hai zara sun lo ham apne pyar ka afsana kahte hai hame ye duniyawale hame ye duniyawale aapka divana kahte hai zara sun lo ham apne pyar ka afasana kahte hai