SONG: Zaraa Si Der Thi Baaki Bahaar Aane Me - ज़रा सी देर थी बाकी बहार आने में

Zaraa Si Der Thi Baaki Bahaar Aane Me - ज़रा सी देर थी बाकी बहार आने में

LYRICS:
zara si der thi baaki bahaar aane me laga di aag muqaddar ne aashiyaane me dil ki kahaani kehna to chaahe haay ri kismat kah na sake dil ki kahaani kehna to chaahe haay ri kismat kah na sake aankho se aansu behna to chaahe haay ri kismat bah na sake khaamosh taaro, shab ke nazaaro dekho mohabbat ka anjaam dekho khaamosh taaro, shab ke nazaaro dekho mohabbat ka anjaam dekho kadmo me unke rehna to chaahe haay ri kismat rah na sake kadmo me unke rehna to chaahe haay ri kismat rah na sake dil ki kahaani kehna to chaahe haay ri kismat kah na sake aankho me paani, hotho pe naale mohabbat huyi hai gamo ke hawaale aankho me paani, hotho pe naale mohabbat huyi hai gamo ke hawaale ik dil hamaara aur gam hazaaro haay ri kismat sah na sake ik dil hamaara aur gam hazaaro haay ri kismat sah na sake dil ki kahaani kehna to chaahe haay ri kismat kah na sake