SONG: Zaraa Bolo Kyaa Logi Is Dil Kaa Kiraayaa - ज़रा बोलो क्या लोगी इस दिल का किराया

Zaraa Bolo Kyaa Logi Is Dil Kaa Kiraayaa - ज़रा बोलो क्या लोगी इस दिल का किराया

LYRICS:
zara bolo ri haan zara bolo kya logi is dil ka kiraya is dil ka kiraya zara bola zara bolo kya logi is dil ka kiraya is dil ka kiraya zara bola is mumbai me khali room nahi hai is mumbai me khali room nahi hai aur pagdi hai karti jebon ka safaya rupaiyo ka safaya noto ka safaya zara bolo zara bolo kya logi is dil ka kiraya is dil ka kiraya zara bola mere dil ki kothariya haan dil ki kothariya to let nahi hai o let nahi hai isko baniye ne gud ka godaam banaya godaam banaya zara bolo jab gud hai to chuho ki daud rahegi jab gud hai to chuho ki daud rahegi aur baniye ki jodi bejod rahegi is baniye ne kitna bhada hai chukaya bhada hai chukaya zara bola zara bolo kya logi is dil ka kiraya is dil ka kiraya zara bola gujrati kahte sau punjabi kahte sau sau ke panch not lo aur bikaneri kahte humse paanch hajar lo shikarpuri kahte hai mujhse jo chaho so lo lekin kothariya do kothariya do tum socho is pagdi ne mera hai mol badhaya hai mol badhaya zara bolo zara bolo zara bolo