SONG: Zara Wo Jane Wale Rukh Se Aanchal - ज़रा वो जाने वाले रुख से आँचल

Zara Wo Jane Wale Rukh Se Aanchal - ज़रा वो जाने वाले रुख से आँचल

LYRICS:
o jaane wale are zara wo jaane wale rukh se anchal ko hata dena zara wo jaane wale rukh se anchal ko hata dena tujhe apani jawani ki kasam surat dikha dena bhayi waah waah waah agar puchhe wo kasid tujhse meri khana barbadi agar puchhe wo kasid tujhse meri khana barbadi hatheli par zara si, khak lena aur uda dena hatheli par zara si, khak lena aur uda dena hatheli par zara si, khak lena aur uda dena zara wo jaane wale rukh se anchal ko hata dena bhayi waah waah waah aaj to aaj to ek dam waah waah ho gayi aa sharabe husn ke aage ye pani fir bhi paani hain sharabe husn ke aage ye pani fir bhi paani hain na bharna jaam saki aankho aankho se peela dena na bharna jaam saki aankho aankho se peela dena zara wo jaane wale rukh se anchal ko hata dena bhayi waah waah waah aaj bada kamal ho rahi hain aaj to are tumhara kya gaya hain are samjh me na aaya ki mujhe chadh gayi hain tumhara kya gaya dil par hamare gir padi bijli are usi andaz se zalim zara fir muskura dena usi andaz se zalim zara fir muskura dena zara wo jaane wale rukh se anchal ko hata dena bhayi waah waah waah