SONG: Zara Tumne Dekha To Pyar Aa Gaya - ज़रा तुमने देखा तो प्यार आ गया

Zara Tumne Dekha To Pyar Aa Gaya - ज़रा तुमने देखा तो प्यार आ गया

LYRICS:
zaraa tumne dekha zaraa tumne dekha to pyar aa gaya nigahe mili aur qarar aa gaya zara tumne dekha zara tumne dekha to pyar aa gaya nigahe mili aur qarar aa gaya mohabbat ki duniya me jab tum na aaye ho jab tum na aaye mohabbat ki duniya me jab tum na aaye ho jab tum na aaye tadap aa gayi itazar aa gaya nigahe mili aur qarar aa gaya zara tumane dekha zara tumane dekha to pyar aa gaya nigahe mili aur qarar aa gaya ye dil kar diya hai tumhare hawale tumhare hawale ye dil kar diya hai tumhare hawale tumhare hawaale kaho ab hame aitbar aa gaya nigaahe mili aur qaraar aa gaya zara tumane dekha zaraatumane dekha to pyar aa gaya nigahe mili aur qarar aa gaya jawani jo laayi khushi kaa zamana khushi kaa zamana jawani jo laayi khushi kaa zamana khushi kaa zamana ummido pe kitna nikhaar aa gaya nigahe mili aur qarar aa gaya zara tumne dekha, zara tumne dekha to pyar aa gaya nigahe mili aur qarar aa gaya