SONG: Zara Sun Lo - ज़रा सुन लो

Zara Sun Lo - ज़रा सुन लो

LYRICS:
zara sun lo hum apne pyar ka afsana kahte hai zara sun lo hum apne pyar ka afsana kahte hai hume ye duniya wale hume ye duniya wale apka diwana kahte hai zara sun lo hum apne pyar ka afsana kahte hai hume to kaam hai bs chupke chupke yaad karne ka muhabat ka mja aata nahi fariyad karne se jo khamoshi se kar jaaye use parwana kahte hai jo khamoshi se kar jaaye use parwana kahte hai use parwana kahte hai aji parwana kahte hi jo khamoshi se kar jaaye use parwana kahte hai zara sun lo hum apne pyar ka afsana kahte hai unhe ye duniya wale apka diwana kahte hai kisi ke pyar ki khatir zamaane ki bhulaya hai jinhe apna banane ke liye sab kuch lutaya hai qayamat hai ke wo ab tak begana kahte hai qayamat hai ke wo ab tak begana kahte hai hume begana kahte hai aji begana kahte hai qayamat hai ke wo ab tak begana kahte hai zara sun lo hum apne pyar ka afsana kahte hai unhe ye duniya wale apka diwana kahte hai idhar bhi dekh kar ek baar sahib muskura dena tumhari ek najar ka kaam hai pagal bna dena jisey diwana tum kah do use diwana kahte hai jisey diwana tum kah do use diwana kahte hai use diwana kahte hai aji diwana kahte hai jisey diwana tum kah do use diwana kahte hai zara sun lo hum apne pyar ka afsana kahte hai unhe ye duniya wale apka diwana kahte hai jahan se koche koche me pata pucha humne kaha logo ne diwana to to yu hass kar kaha humne muhabat karne walo ko sabhi diwana kahte muhabat karne walo ko sabhi diwana kahte sabhi diwana kahte hai aji diwana kahte hai muhabat karne walo ko sabhi diwana kahte zara sun lo hum apne pyar ka afsana kahte hai unhe ye duniya wale apka diwana kahte hai jise dekho zamaane me kisi se pyar karta hai kahi bhawara tadpta hai kahi parwana jalta hai hajaro kahne wale ek hi afsana kahte hai hajaro kahne wale ek hi afsana kahte hai aji afsana kahte hai aji afsana kahte hai hajaro kahne wale ek hi afsana kahte hai zara sun lo hum apne pyar ka afsana kahte hai unhe ye duniya wale apka diwana kahte hai