SONG: Zara Samne To Aao Chhaliye, Chhup Chhup Chhalane Me Kya Raz Hai - ज़रा सामने तो आओ छलिये, छ्हुप छुप छलने में क्या राज

Zara Samne To Aao Chhaliye, Chhup Chhup Chhalane Me Kya Raz Hai - ज़रा सामने तो आओ छलिये, छ्हुप छुप छलने में क्या राज

LYRICS:
zara samne to aao chhaliye chhup chhup chhalne me kya raz hai yun chhup na sakega paramatma meri atma ki ye aawaz hai zara samne to aao chhaliye chhup chhup chhalne me kya raz hai yun chhup na sakega paramatma meri atma ki ye aawaz hai zara samne to aao chhaliye ham tumhe chahe tum nahi chaho aisha kabhi na ho sakta ham tumhe chahe tum nahi chaho aisha kabhi na ho sakta pita apne balak se bichhud ke sukh se kabhi na so sakta hame darne ki jag me kya bat hai jab hath me tihare meri laj hai yun chhup na sakega paramatma meri atma ki ye aawaz hai zara samne to aao chhaliye prem ki hai ye aag sajan jo idhar uthe aur udhar lage prem ki hai ye aag sajan jo idhar uthe aur udhar lage pyar ka hai ye taar piya jo idhar saje aur udhar baje teri prit pe bada hame naaz hai mere sar ka tu hi re sartaj hai yun chhup na sakega paramatma meri atma ki ye aawaz hai zara samne to aao chhaliye chhup chhup chhalne me kya raz hai yun chhup na sakega paramatma meri atma ki ye aawaz hai zara samne to aao chhaliye