SONG: Zara Rakhna Bharosa Bhagwan Me - ज़रा रखना भरोसा भगवान में

Zara Rakhna Bharosa Bhagwan Me - ज़रा रखना भरोसा भगवान में

LYRICS:
zara rakhna bharosha bhagwan me bharosha bhagwan me bharosha bhagwan me bharosha bhagwan me teri naiya chalegi tufan me ho tera danka bajega re jahan me ho tera jhanda udega tera jhanda udega aasman me ho ji ye dharam ka path hai rahi yaha rone ki hai manahi yaha sar ko hatheli par dharke chalta ja parbhu ke sipahi sahta ja sitam sahta ja jurm lut ta ja dharam ki shan me teri naiya chalegi tufan me zara rakhna bharosha bhagwan me bharosha bhagwan me bharosha bhagwan me bharosha bhagwan me teri naiya chalegi tufan me ho tera danka bajega re jahan me ho tera jhanda udega tera jhanda udega aasman me ho ji kabhi dhup to kabhi chaya ye to hai parbhu ki maya ye khel hai bada purana jug jug se chalta aaya kato ki dagar par kar le safar na rahega kabhi tu nuksan me teri naiya chalegi tufan me zara rakhna bharosha bhagwan me bharosha bhagwan me bharosha bhagwan me bharosha bhagwan me teri naiya chalegi tufan me ho tera danka bajega re jahan me ho tera jhanda udega tera jhanda udega aasman me ho ji mat kar dukh se dil bhari na rahegi sada andhiyari tera koi na bigad sakegatera rakshak hai wo chakar dhari mat karna fikar tera parbhu hai jabadh bada bal hai uske wardan me zara rakhna bharosha bhagwan me bharosha bhagwan me bharosha bhagwan me bharosha bhagwan me teri naiya chalegi tufan me ho tera danka bajega re jahan me ho tera jhanda udega tera jhanda udega aasman me ho ji